Society - Art - Culture - Literature - Politics - Media - Environment - Et cetera
Qafila (A poem in Hindi by Manoj Dhiman/Ludhiana)Qafila tyar haiapni maati chod door kahin jane kodil mein gamon ka bojh liyekhinch chuki ek lakeer ke us paarchale jane ko safr shuru hone ke baadmanzil mil bhi paigi yaa nahinkah nahin saktehamein ab kahinapni zamin mil bhi paigi yaa nahinho sakta hairaaste mein kahinqatl ho jayeinjanoonion ke haath lag jayeinkuchh bhi hoitihaas gawah hogaek lakeer ke liyejanoon aisa bhi hua thaakabhi kitabon mein likha hoga---------
Post a Comment
1 comment:
Qafila
(A poem in Hindi by Manoj Dhiman/Ludhiana)
Qafila tyar hai
apni maati chod
door kahin jane ko
dil mein
gamon ka bojh liye
khinch chuki
ek lakeer ke us paar
chale jane ko
safr shuru hone ke baad
manzil
mil bhi paigi yaa nahin
kah nahin sakte
hamein ab kahin
apni zamin
mil bhi paigi yaa nahin
ho sakta hai
raaste mein kahin
qatl ho jayein
janoonion ke
haath lag jayein
kuchh bhi ho
itihaas gawah hoga
ek lakeer ke liye
janoon aisa bhi hua thaa
kabhi kitabon mein likha hoga
---------
Post a Comment